Posted on March 1st, 2010 at 1:17 PM by admin

Sharabi Kar Diya

Usne hothon se chhukar

paani ko gulaabi kar diya

hamari to baat alag thi yaaro

jisne machliyon tak ko sharabi kar diya


One Response to “ Sharabi Kar Diya ”

Leave a Reply